Monday 29 April 2013

स्वागतम्

jai sadgurudev



Aap sabhi bhai behno ka apke apne blog par,hriday se swagat karta hu ashaa karta hu apka prem sada hame milta rahega,kyuki apka yahi prem hame nit naya karne ki prerna deta hai.maa se prarthana karta hu ki hamara ye prem sada yuhi bana rahe aur ham sabhi,ek dusre se ahankar ka tyag kar kuch na kuch sikhte rahe.sath hi  mere priya bhai santosh kumar gupta ji ka hriday se aabhar vyakt karta hu kyuki unke hi sahyog se ye blog ka nirman hua hai.warna maine to sadhana karne ke siva kuch sikha hi nahi tha,blog kaise banata?aur  ant me unke shri charno me naman karta hu jiki karuna aur kripa ke karan mujh jaisa patthar bhi chamak utha.wo aur koi nahi mere param pujya sadgurudev shri Ramdas ji maharaj hai.jai sadgurudev

jai maa 

2 comments: